badi badi kajrari aankhein, masoom jaise bachpan bhara hai.
har pal uski aankhein aise bhav dekhati hai, jaise zameen pe woh pehli bar aayee hai.
har cheez ko dekh usee utsah hota, uski aankhein hi baat kar jati.
badi badi kajrari aankhein kuch na kar ke bhi, dil le jati, aanhein de jati.
gali ke nukad pe chai ke thele pe, roz baithe sochta,
aaj kon sa jalwa dekhayenge yeh aankhein.
soch kam pad jati, uske aankhon ka kajal nahi.
not too god, but not a bad try i guess

No comments:
Post a Comment